Sab se chupa kar dard jo woh muskura diya...
Uski hansi ne toh aaj mujhe rula diya...
Lehje se uth raha har ek dhuaa...
Chehra bata raha tha k kuch ganwa diya...
Aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi...
Or keh raha tha ke mein sab ko bhula diya...
Jane kiya us ko loghon se thi shikayatein...
Tanhaiyon ke dais mein khud ko basa diya...
Khud bhi woh hamse bichar kor adhura ho gaya...
Mujhko bhi itna loghoon se tanha bana diya...
Comment Wall (5 comments)
You need to be a member of Barak Valley Network to add comments!
Join this Ning Network
Uski hansi ne toh aaj mujhe rula diya...
Lehje se uth raha har ek dhuaa...
Chehra bata raha tha k kuch ganwa diya...
Aawaz mein thayrao tha aankhoon mein nami thi...
Or keh raha tha ke mein sab ko bhula diya...
Jane kiya us ko loghon se thi shikayatein...
Tanhaiyon ke dais mein khud ko basa diya...
Khud bhi woh hamse bichar kor adhura ho gaya...
Mujhko bhi itna loghoon se tanha bana diya...
Please tell me about you?